Pages

Saturday, 24 December 2011

Waqt

आज  की  शाम  में  वो  क्या  बात  है ,
थके -थके  से  है  फिर  भी  मुलाकात  है ,
मंजिल  के राही  नहीं  ये  सही  वक़्त  है ,
मुक्कदर  है क्या  ये  तो तेरा  कुर्बत  है ........ ||

Tuesday, 20 December 2011

Sahara

Ek panchi bechara,
jamaane ka mara,
dar dar ki thokar khata ,
fir bhi udata chala jata,
banjar registhan me mile,
use jaise shukha dala,
theek waise hi jaise mile,
FB ke mare ko G+ ka sahara .......



Monday, 19 December 2011

Diye

In diyon ka dard kisne pechana,
kitna jalne k baad ye rup inhone paya,
kar jate h hum purane inhe ek diwali k baad,
per ye bhul jate h hume bhi hona h ek din khaakh...